Thursday , 26 April 2018, 10:12 PM
Home / Tag Archives: Civil Hospital

Tag Archives: Civil Hospital

Thar : Ghizai Qillat Se Bachi Jaan Bahaq, Tadaad 66 Ho Gayi

Thar

Thar Mein Bachon Ki Amwaat Ka Silsila Nah Ruk Saka, Ghizai Qillat Ka Shikaar Aik Aue bachi Dam Toar Gayi. Is Terhan Rawan Baras Halakaton Ki Tadaad 66 Hogayi. Zaraye Ke Mutabiq Guzashta Roz Civil Hospital Methi Mein Zair-E-Ilaaj Char sala Bachi Dam Toar Gayi. Barhti Hui Bachon Ki Amwaat …

Read More »

Thaar Mein Sard Mausam Rawan Mah 18 Bachon Ki Jaan Le Gaya

Thaar

Thar Mein Haliya Sard Mausam Ki Wajah Se Masoom Bachon Ki Amwaat Mein Ghair Mamooli Izafah Hogaya. January Ke Ibtidayi 10 Dinon Mein Civil  Hospital Muthi Mein 18 Bachay Jaan Bahaq Hogaye. Thaar Kay  Sehraa Mein Ghizaiyat Ki Kami Aur Deegar Amraaz Ke Baais Bachon Ki Amwaat Ka Silsila To …

Read More »